Friday, 15 March 2013

HOME


आर्य समाज करनाल मैं आपका स्वागत है 



आर्यसमाज के दस नियम


ARYA SAMAJ KE DAS NIYAM

THE TEN PRINCIPLES OF A NOBLE SOCIETY

१. सब सत्यविध्या और जो पदार्थ विध्या से जाने जाते हैं, उन सबका आदिमूल परमेश्वर है । 
1. SAB SATYAVIDYAA AUR JO PADARTHA VIDYA SE JAANE JAATE HAI UN SAB KAA AADIMOOL PARAMESHWAR HAI
The first (efficient) cause of all true knowledge and all that is known through knowledge is God, the Highest Lord (Parameshwar).

२. ईश
्वर सच्चिदानंदस्वरूप, निराकार, सर्वशक्तिमान, न्यायकारी, दयालु, अजन्मा, अनन्त, निर्विकार, अनादि, अनुपम, सर्वाधार, सर्वेश्वर, सर्वव्यापक, चर्वान्तर्यामी, अजर, अमर, अभय, नित्य, पवित्र और सृष्टिकर्ता है, उसी की उपासना करनी योग्य है ।
2. ESHWAR SACH-CHIDAANAND SWAROOP, NIRAAKAAR, SARVASHAKTIMAAN, NYAAYAKAARI, DAYAALOO, AJANMAA, ANANT, NIRVIKAAR, ANAADI, ANUPAM, SARVADHAAR, SARVESHWAR, SARVAVYAAPAK, SARVAANTARYAAMEE, AJAR, AMAR, ABHAYA, NITYA, PAVITRA AUR SHRISTI KARTAA HAI USEE KEE UPAASANAA KARNEE YOGYA HAI
God (Ishwara) is existent, and blissful. He is formless, omnisicient, unborn, endless, unchangeable, beginningless, the support of all, the master of all, omnipresent, immanent, unageing, immortal, fearless, eternal, and holy, and the maker of all. He alone is worthy of being worshipped.

३. वेद सब सत्यविध्याओं का पुस्तक है । वेद का पढ़ना - पढ़ाना और सुनना - सुनाना सब आर्यो का परम धर्म है ।
3. VED SAB SATYAVIDYAAO KAA PUSTAK HAI. VED KAA PARDHANAA- PARDHAANAA AUR SUNNAA-SUNAANAA SAB AARYO KA PARAM DHARM HAI
Vedas are the scripture of true knowledge. It is the first duty of the Aryas to read them, teach them, recite them, and hear them being read.

४. सत्य के ग्रहण करने और उसत्य के छोड़ने में सर्वदा उद्यत् रहना चाहिएँ ।
4. SATYA KE GRAHAN KARNE AUR ASATYA CHHORNE SARVADAA UDYAT RAHANAA CHAAHIYE.
One should always be ready to accept truth and give up untruth.

५. सब काम धर्मानुसार, अर्थात् सत्य और असत्य को विचार करके करने चाहिएँ ।
5. SAB KAAM DHARMANUSAAR ARTHAAT SATYA AUR ASATYA KO VICHAAR KARKE KARNE CHAAHIYE.
One should do everything according to the dictates of Dharma, i.e. after due reflection over right and wrong.

६. सँसार का उपकार करना इस समाज का मुख्य उद्धेश्य है, अर्थात् शारीरिक्, आत्मिक और सामाजिक् उन्नति करना ।
6. SANSAAR KAA UPKAAR KARNAA ESA SAMAAJ KAA MUKHAYA UDHESYA HAI ATHAART SHAAREEKRIK, AATMIK AUR SAAMAAJIK UNNATI KARNAA.
Doing good to the whole world is the primary objective of this society, i.e. to look to its physical, spiritual and social welfare.

७. सबसे प्रीतिपूर्वक, धर्मानुसार यथायोग्य वर्तना चाहिए ।
7. SAB SE PRITIPOORVAK DHARMANUSAAR YATHAYOGYA VARTANA CHAAHIYE
Let thy dealing with all be regulated by love and justice, in accordance with the dictates of Dharma.

८. अविध्या का नाश और विध्या कि दृध्दि करनि चाहिए ।
8. AVIDYAA KAA NAASH AUR VIDYAA KEE VRIDDHI KARNE CHAAHIYE
One should promote knowledge (vidya) and dispel ignorance (avidya).

९. प्रत्येक को अपनी ही उन्नति से सन्तुष्ट न रहना चाहिए, किन्तु सब की उन्नती में अपनी उन्नति समझनी चाहिए ।
9. PRAYEK KO APNEE HEE UNNATI SE SANTUSHT NA RAHANAA CHAAHIYE KINTU SAB KEE UNNATEE ME APNEE UNNATI SAMAJHNEE CHAAHIYE
One should not be content with one's own welfare alone, but should look for one's welfare in the welfare of all.

१०. सब मनुष्यों को सामाजिक, सर्वाहितकारी, नियम पालने में परतन्त्र रहना चाहिए आर प्रत्येक हितकारी नियम पालने सब स्वतंत्र रहें ।
10. SAB MANUSHYO KO SAAMAAJIK SARVAHITAKAAREE NIYAM PAALNE ME PARTANTRA RAHANAA CHAAHIYE AUR PRATYEK HITKAAREE NIYAM PAALNE SAB SWANTANTRA RAHE.

No comments:

Post a Comment